收聽Udit Narayan的Main Tujhe Dekhta Raha (From "Jawani Zindabad")歌詞歌曲

Main Tujhe Dekhta Raha (From "Jawani Zindabad")

Udit Narayan, Sadhana Sargam2016年5月3日

Main Tujhe Dekhta Raha (From "Jawani Zindabad") 歌詞

Main Tujhe Dekhta Raha (From "Jawani Zindabad") - Udit Narayan/Sadhana Sargam

Written by:Anand/Milind/Sameer

Main tujhe dekhata raha

Main tujhe dekhati rahi

Main tujhe dekhata raha

Main tujhe dekhati rahi

Na maine kiya kuchh ishara

Na maine kiya kuchh ishara

Pyar

Ho gaya

Pyar ho gaya

Jab se tujhe maine dekha hai

Teri tasvir hai aankho mein

Jab se tujhe maine dekha hai

Teri tasvir hai aankho mein

Bhini bhini yado ki khushbu

Bas gayi hai meri sanso mein

Khoyi rahti hoon khayalo mein tere

Khoyi rahti hoon khayalo mein tere

Aata hai tu mere khayalo me

Na maine kiya kuchh ishara

Na maine kiya kuchh ishara

Pyar

Ho gaya

Pyar ho gaya

Hogi na jism se jaan juda

Teri kasam mera vada hai

Hogi na jism se jaan juda

Teri kasam mera vada hai

Pyar ye badhta jayega

Mere sanam mera vada hai

Aadha aadha dono batenge hans ke

Aadha aadha dono batenge hans ke

Khushi ho ya gham mera vada hai

Na maine kiya kuchh ishara

Na maine kiya kuchh ishara

Pyar

Ho gaya

Main tujhe dekhata raha

Main tujhe dekhati rahi

Na maine kiya kuchh ishara

Na maine kiya kuchh ishara

Pyar

Ho gaya

 

Pyar ho gaya