Om Jai Jagdish Hare 歌詞
Om Jai Jagdish Hare - Sanjeevani Bhelande
Lyrics by:Traditional
Composed by:Traditional
Om jai jagdish hare swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Bhakt jano ke sankat
Kshan mein door kare om jai jagdish hare
Jo dhyaave phal paave dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka om jai jagdish hare
Maat pitaah tum mere sharan kohon kiski
Swami sharan kohon kiski
Tum bin aur na duja tum bin aur na duja
Aas karoon jiski om jai jagdish hare
Tum puran parmatma tum antariyaami
Swami tum antariyaami
Par brahm parmeshvar par brahm parmeshvar
Tum sabke swami om jai jagdish hare
Tum karuna ke saagar tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main moorakh khalkaami
Main moorakh khalkaami
Kripa karo bharta om jai jagdish hare
Tum ho ek agochar sab ke praan pathi
Swami sab ke praan pathi
Kis vidu miloon gosayi
Kis vidhi miloon gosayi
Tum ko main kumati om jai jagdish hare
Deen bandhu dukh harta tum takur mere
Swami tum takur mere
Apne haath uthao
Apne haath uthao
Dwaar pathaa tere om jai jagdish hare
Vishay vikaar mitaavo paap haro devaa swaami paap haro deva
Shradhaa bhakti badaavo shradhaa bhakti badaavo
Santan ki sevaa om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Bhakt jano ke sankat
Shan mein door kare om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare