收聽Junoon的Sheeshe Ka Ghar歌詞歌曲

Sheeshe Ka Ghar

Junoon2001年3月15日

Sheeshe Ka Ghar 歌詞

Sheeshe Ka Ghar - Junoon

Written by:Sabir Zafar/Salman Ahmad

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

 

Ya phir pathar na rahay gaa

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

Chahay gham hoon hazaar

Kabhi mano na haar

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

 

Yeh ghar jo keh apna hai

Apna hee to sapna hai

 

Yeh ghar jo keh apna hai

 

Iss main jeena marna hai

Iss kay rangon main

Iss ki chahat main

Iss kay aangan

Main hai qarar

 

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

 

Ya phir pathar na rahay gaa

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

Chahay gham hoon hazaar

Kabhi mano na haar

Sheeshay ka ghar na rahay gaa

 

Chahay kaisee bhi sochain hoon

Chahay kaisee rasmain hoon

 

Chahay kaisee bhi sochain hoon

Jaltee bujhtee umeedain hoon

Rawadaree say wafadaree say ao ghar ko hum dain sanwar

 

Yeh ghar jo keh apna hai

Apna hee to sapna hai

Yeh ghar jo keh apna hai

 

Iss main jeena marna hai

Rawadaree say wafadaree say ao ghar ko hum dain sanwar

 

 

Hastee apni aik manzil apni aik mil keh rehna hai meray yaar