收聽A.R. Rahman的Tauba Tauba歌詞歌曲

Tauba Tauba

A.R. Rahman1997年10月6日

Tauba Tauba 歌詞

 

 

Tauba Tauba - A.R. Rahman

Khud se jab ladta hoon

Rab se yeh kehta hoon

Chaaron oar jo hota hai

Us se main gussa hoon

Tauba tauba nafs maghroor hai

 

Tauba tauba sach se door hai

 

Tauba tauba dil benoor hai

 

Tauba tauba kaisa daur hai

 

Khud se jab ladta hoon sach hai

Rab se yeh kehta hoon sach hai

Chaaron oar jo hota hai sach hai

Us se main gussa hoon sach hai

Tauba tauba nafs maghroor hai

 

Tauba tauba sach se door hai

 

Tauba tauba dil benoor hai

 

Tauba tauba kaisa daur hai

 

Kab aayegaa

 

Waqt woh nayaaa

 

Kab payengee

 

Sab dil ki aazadi ko kab aayegi

Woh pyari pyari ek subah

 

Daulat badhti hai roz toh ameeron ki hi

 

Bhuuk badhti hai roz hi ghareebon kii

 

Waadon se tar zubaan waqt milte hi par

Gungi ho jaate hai unn rehbaron kii

 

Chaltein hai aakad ke yeh zameen pe bhoolee

Ke jaana hai ik din iss zameen mein

 

Dhabba hai dhabba yeh jaise chaand pe dhabba

 

Dhoka ke dhoka detein hai khud ko dhoka

 

Tauba tauba nafs maghroor hai

 

Tauba tauba sach se door hai

 

Tauba tauba dil benoor hai

 

Tauba tauba kaisa daur hai

 

Sochon sochon zaraa kaafi hai ik shamaa

Jisse jal uthti hai yahaan laakhon shamaa

 

Saari duniya badal jaayegi yaaron par

Hai zaroori badalna bas ik kaam

 

Muskaare ke dekhna bhi neki logon ki

Raahon se patthar hata laane ki

 

Sajda tu sajda duniya ko naa kar sajda

 

Sajda ho sajda bas naa mein khuda ka sajda

 

Tauba tauba nafs maghroor hai

 

Tauba tauba sach se door hai

 

Khud se jab ladta hoon

Rab se yeh kehta hoon

 

Chaaron oar jo hota hai

 

Us se main gussa hoon