Dil Ko Karaar Aaya 歌詞
Dil Ko Karaar Aaya - Sweety Das
Dua bhi lage na mujhe
Dawaa bhi lage na mujhe
Jabse dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri
Chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yun thaga hai
Jab saansein bharu main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar aaya
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara aa oo hmm

