Thaher Jao Ke Hairani To Jayen 歌詞
Thaher Jao Ke Hairani To Jayen - Ghulam Ali (吳拉姆·阿里)
Written by:Nadeem/Shravan/Madan Pal
Thehar jao k hairani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Tumhari shakl pehchani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Shab e gam tu hi mehmaan ban k aaja
Shab e gam tu hi mehmaan ban k aaja
Shab e gam tu hi mehmaan ban k aaja
Humare ghar ki veerani to jaye
Humare ghar ki veerani to jaye
Tumhari shakl pehchani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Zara khul kar bhi ro lene do humko
Zara khul kar bhi ro lene do humko
Zara khul kar bhi ro lene do humko
K dil ki aag tak pani to jaye
K dil ki aag tak pani to jaye
Tumhari shakl pehchani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Balaa se tod daalo aainon ko
Balaa se tod daalo aainon ko
Balaa se tod daalo aainon ko
Kisi soorat ye hairani to jaaye
Kisi soorat ye hairani to jaaye
Tumhari shakl pehchani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye
Thehar jao k hairani to jaye