收聽Shankar Mahadevan的Jai Jagdish Hare - Vishnu Aarti歌詞歌曲

Jai Jagdish Hare - Vishnu Aarti

Shankar Mahadevan2013年11月11日

Jai Jagdish Hare - Vishnu Aarti 歌詞

Jai Jagdish Hare - Vishnu Aarti - Shankar Mahadevan

Om jai jagadish hare

 

Swami jai jagadish hare

 

Bhakt jano ke sankat

 

Daas jano ke sankat

 

Kshan men door kare

 

Om jai jagadish hare

Jo dhyaave phal paave

 

Dukh bin se man kaa

Swami dukh bin se man kaa

Sukh sampati ghar ave

Sukh sampati ghar ave

 

Kasht mite tan kaa

Om jai jagadish hare

Maat pita tum mere

 

Sharan kahoon kiski

Swami sharan kahoon meh kiski

 

Tum bin aur na dooja

Tum bin aur na dooja

Aas karoon jiski

Om jai jagadish hare

Tum pooran paramatma

 

Tum antaryami

Swami tum antaryami

 

Paar brahmha parameshwar

 

Paar brahmha parameshwar

 

Tum sabke swami

Om jai jagadish hare

Tum karuna ke saagar

Tum paalan karta

Swami tum paalan karta

 

Main moorakh khalakhami

 

Main moorakh khalakhami

Kripa karo bharta

Om jai jagadish hare

Tum ho ek agochar

Sab ke praan pati

Swami sab ke praan pati

 

Kis vidhi miloon dayamaya

Kis vidhi miloon dayamaya

Tum ko main kumati

Om jai jagdish hare

Deen bandhu dukh harta

Tum thaakur mere

Swaami tum thaakur mere

 

Apne haath badhao

Apne haath badhao

 

Dwaar padha tere

Om jai jagadish hare

Vishay vikaar mitaao

Paap haro deva

Swami paap haro deva

 

Shradha bhakti badhao

Shradha bhakti badhao

Santan ki seva

Om jai jagadish hare

Sri jagadish ki arati

Jo koyi nargave

 

Swami jo koyi nargave

 

Kohetu shivanondu swami

 

Kohetu shivanondu swami

Shuk sampti pabe

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

 

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan men door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

 

Om jai jagadish hare