收聽Lucky Ali的O Sanam歌詞歌曲

O Sanam

Lucky Ali2024年7月2日

O Sanam 歌詞

O Sanam - Lucky Ali

Written by:Syed Aslam Noor/Lucky Ali

Shaam sawere teri yaadein aati hain

 

Aake dil ko mere yu tadpati hain

 

O sanam mohabbat ki kasam

 

Milke bichad na to dastoor ho gaya

 

Yadoon mein teri mai jo door hogaya

 

O sanam teri yadoon ki kasam

 

Samjhe zamaana ke dil he khilona

Jaana hai ab kya hai dil ka lagana

 

Nazroon se ab na humko girana

Mar bhi gaye toh bhul na jaana

 

Ankhon mein bassee ho

Par door ho kaheen

 

Dil ke kareeb ho

Yeh mujhko hai yakeen

 

 

O sanam tere pyar ki kasam