Khatoon Ki Khidmat Mein (From "Desh Premee") 歌詞
Khatoon Ki Khidmat Mein (From "Desh Premee") - Kishore Kumar (基肖爾·庫馬爾)
Lyrics by:Anand Bakshi
Composed by:Laxmikant P
Ari o potti kahaan challi
Palat meri annaar ki khalli
Badtameez
Kyaa nazakat kyaa nazakat
Hai hai hai hai hai hai
Kainchi
Tune chalti to mere dil ko
Pees pees ko kaat kaat ko chhalti
Salaamaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Aji potti pataanaa hai
Bhai potti pataanaa hai
Aji potti pataanaa hai
Faqat kaam apun kaa
Ghar baar huaa ishq mein
Neelaam apun kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Jey potti
Kya
Oye pareshan
Haath chhod
Haaye maine haatha pakde to
Tune daanta aise nakko
Aise bataa hein hein
Kya baat karta hai hat
Haan
Baataan nahin karte
Hum Hyderabadi
Baataan nahin karte
Hum Hyderabadi
Haathaan mein tere jo
Mehndi na lagaa di
To naam nahin lenge kabhi
Apne watan kaa
Kabhi apne watan kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Gulbadan
Khaadim ke haathaan se
Munh mein daal ko chabaayenge kyaa
Paan ye
Ye paanaa mein mere kaleje ke tukde
Supaari ki jagah rakh ko
Chabar chabar chabar ke
Chabar jaa
Mar mitne mein jaanam
Hum logaan hain maahir
Mar mitne mein jaanam
Hum logaan hain maahir
Ghus kar tere dil mein
Niklenge na baahir
Ghus kar tere dil mein
Niklenge na baahir
Kharchaa ho kafan kaa
Na charchaa ho dafan kaa
Charchaa ho dafan kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Mashooq
Pahchaane kya
Aashiq hoon
Raasta chhod
Hai ek baar pakde to chhodte nahin
Uttha ko le jaate zaalim
Hat jaa nahin to marungi
Hallu hallu maar
Teri kalai marod jayegi to
Tu cheez ajab hai
Tu baat ghazab hai
Tu cheez ajab hai
O baap ghazab hai
Hungama sadak par
Hone ka sabab hai
Hungama sadak par
Hone ka sabab hai
Police ko bulao
Khatra hai aman kaa
Khatra hai aman kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Aji potti pataanaa hai
Bhai potti pataanaa hai
Aji potti pataanaa hai
Faqat kaam apun kaa
Ghar baar huaa ishq mein
Neelaam apun kaa
Khaatoon ki khidmat mein
Salaam apun kaa
Taane din tandana tandana tandaanaa
Taane din tandana tandana tandaanaa