收聽Pritam的Rab Ka Shukrana歌詞歌曲

Rab Ka Shukrana

Pritam, Mohit Chauhan2012年3月30日

Rab Ka Shukrana 歌詞

Rab Ka Shukrana - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Mohit Chauhan

Tu hai ab jo baahon mein qarar hai

 

Rab ka shukrana

Saanson mein hai nasha khumar hai

Rab ka shukrana

 

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

 

Rab ka shukrana

 

Mera kalma hai tu azaan hai

 

Rab ka shukrana

 

(Rab ka shukrana)

 

Tu mila toh sab mila

 

Ab kisi se kya gila

 

Tujhme simtu aa main bikhru

Teri baahon mein

Tu mila toh sab mila

 

Ab kisi se kya gila

Tujhme simtu aa main bikhru

Teri baahon mein fanaa ho jaaun main

 

Tu hi ab duniya meri jahaan hai

 

Rab ka shukrana

 

Khwabon ki khayalon ki udaan hai

 

Rab ka shukrana

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

 

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu azaan hai

 

Rab ka shukrana

 

Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare

 

Ab toh rehna hai tujhi mein

Gumshuda hoon main

 

Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare

 

Ab toh rehna hai tujhi mein

Gumshuda hoon main

Ho teri baahon mein

 

Jazbon ka toh naya bayaan hai

 

Rab ka shukrana

Naya rutba nayi shaan hai

 

Rab ka shukrana

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

 

Rab ka shukrana

 

Mera kalma hai tu azaan hai tu

 

Rab ka shukrana

 

Rab ka

Rab ka

Rab ka

 

Rab ka

Rab ka

Rab ka

 

Rab ka

Rab ka

 

Rab ka shukrana