Tum Bin Jiya Udhas 歌詞
Tum Bin Jiya Udhas - Shabnam Majid/Bally Sagoo
Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas
Tum Bin Jiya
Chand Ki aas Chakori ko mujh ko teri aas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas
Tum Bin Jiya
Pagal ankhen her ek shay mein sajna tujh ko dhunden
Pagal ankhen her ek sahy mein sajna tujh ko dhunden
Tum bin aag lagayen dil mein ye sawan ki boonden
Tu jo nahi to mann ko na bhaye in phoolon ki baas
Tum bin jiya
Tum bin jiya udaas sajna aa ja meray paas
Tum bin jiya
So gaya chanda so gaye taare so gayi duniya sari
So gaya chanda so gaye taare so gayi duniya sari
Abto aa ja sangdil sajna tu jeeta main haari
Lamha lamha barhti jaye in akhion ki pyaas
Tum bin jiya
Tum bin jiya udaas sajna aa ja meray paas
Tum bin jiya
Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas
Tum Bin Jiya