收聽Sadhana Sargam的Rishta Tera Mera (Female Version) (From "Jai Vikraanta")歌詞歌曲

Rishta Tera Mera (Female Version) (From "Jai Vikraanta")

Sadhana Sargam2016年4月19日

Rishta Tera Mera (Female Version) (From "Jai Vikraanta") 歌詞

Rishta Tera Mera (From "Jai Vikraanta"|Female Version) - Sadhana Sargam

Written by:Anand/Milind/Sameer

Rishta tera mera sabse hai yala

Rishta tera mera sabse hai yala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Rishta tera mera sabse hai yala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Rishta yashoda ka jo shyam se hai

Koshalya ka rishta jo ram se hai

Rishta yashoda ka jo shyam se hai

Koshalya ka rishta jo ram se hai

Jo faatima ka

Jo faatima ka husen o hasan se

Rishta hai isaa ka jo mariyam se

Bandhan ye sare jahan se nirala

Bandhan ye sare jahan se nirala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Rishta tera mera sabse hai yala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Maangu murade duaye lutau

Har saal tera janamdin manau

Maangu murade duaye lutau

Har saal tera janamdin manau

Khali kabhi bhi

Khali kabhi bhi na ho meri gaagar

Tujhpe lutau main mamta ka saagar

Mamta ke aanchal mein tujhko hai pala

Mamta ke aanchal mein tujhko hai pala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Rishta tera mera sabse hai yala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Rishta tera mera sabse hai yala

Main teri maiya tu hai mera lala

Tu mera lala

Main teri maiya tu hai mera lala

 

Tu mera lala