Aaj Ki Raat Bollytech Mix 歌詞
Aaj Ki Raat Bollytech Mix - Alisha Chinai
Lyrics by:Javed Akhtar
Composed by:Javed Akhtar
Produced by:Shankar-Ehsaan-Loy
Sam hai jaam hai aur hai nasha
Tan bhi hai mann bhi hai pighla hua
Chhayi hai rangginiyaan
Phir bhi hai beetaabiyan
Kyun dhadakta hai dil
Kyun yeh kehta hai dil
Deewaanon ko abb tak nahin hai yeh pataa
Aaj ki raat hona hai kya
Paana hai kya hona hai kya
Aaj ki raat hona hai kya
Paana hai kya hona hai kya
Do ghadi mein hi yahaan
Jaane kya hoga
Jo hamesha tha mera dil mera hoga
Kaun kiske dil mein hai faisla hoga
Faisla hai yahi jeet hogi meri
Ho deewaanon ko abbtak nahin hai yeh pataa
Aaj ki raat hona hai kya
Paana hai kya hona hai kya
Aaj ki raat hona hai kya
Paana hai kya hona hai kya

