收聽Alka Yagnik的Mere Sapno Ke Rajkumar (From "Jaanwar")歌詞歌曲

Mere Sapno Ke Rajkumar (From "Jaanwar")

Alka Yagnik2016年4月25日

Mere Sapno Ke Rajkumar (From "Jaanwar") 歌詞

Mere Sapno Ke Rajkumar (From "Jaanwar") - Alka Yagnik

Written by:Sameer/Anand - Milind

Sarse sar sar chunari sarke

Dhak dhak dhak dhak dil mera dhadke

Khan khan khan khan choodi khanke

Chhan chhan chhan chhan paayal chhanke

Bole baar baar

Mere sapnon ke rajkumar

Mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Aaja sanam ab aaja

Sajan ab aaja

Piya tu aaja

Aaja aaja mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Tere bin mere sajan

Mera dil ab maane naa

Mere din kaise kate

Pardesi tu jaane naa

Jaagi soyi rehti hoon

Ishq mein khoyi rehti hoon

Main pagal deewani hoon

Teri prem kahaani hoon

Bikhari hain Latein

Baheki chaal hai

Aage dekhke mera kya haal hai

Oodi hai neendein

Neendein

Chain kahi ab aaye naa

Sajan ab aaja

Sanam ab aaja

Balam ab aaja

Piya tu aaja

Aaja aaja mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hai tera intezaar

Aaa aaa aaa aaa aaa

Aaa aaa aaa aaa aaa

Aaa aaa aaa aaa aaa

Aaa aaa aaa aaa aaa

Aaa aaa aaa aaa

Jado ki khushboo mein

Dhoondoon tujkho kaliyon mein

Logon ki nazaron mein

Dhoondoon tujhko Galiyon mein

Yeh pyaasi pyaasi baahein

Dekh rahi teri raahe

Na jaane kab aayega

Mere khwaab sajaayega

Laheraane Lagi

Zara aa thaamle

Tadpaata hain kyoon

Aaja samne

Basaaloon mann mein mann

Mein tanha raha ab jaaye naa

Sajan ab aaja

Sanam ab aaja

Balam ab aaja

Deewane aaja

Aaja aaja mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hain tera intezaar

Mere sapnon ke rajkumar

Mujhe hain tera intezaar

Aaja

Sanam ab aaja

Sajan

Ab aaja

Piya tu aaja

Aaja aaja mere sapnon ke rajkumar

Mere sapnon ke rajkumar

Mere sapnon ke rajkumar

 

Mere sapnon ke rajkumar