ดาวน์โหลดและฟังเพลง Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") พร้อมเนื้อเพลงจาก Kumar Sanu

ฟังเพลงPehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke")

Kumar Sanu, Alka Yagnik27 มี.ค. 2015

เนื้อเพลง Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke")

Pehli Baar Dil Yeh - Kumar Sanu (库马尔·萨奴)/Alka Yagnik

Aah aah aah aah aah aah aah

Aah aah aah aah aah aah aah

Pehli baar dil yun beqaraar hua hai

Pehli baar dil yun beqaraar hua hai

Aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Ab to bada mushkil intezaar hua hai

Ab to bada mushkil intezaar hua hai

Aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai

Dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai

Aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Neend nahin aati hai saari raat mujhko

Har ghadi sataati hai teri baat mujhko

Haal kya hai mera kaise main bataaoon

Door jaake tere paas chali aaoon

Door jaake tere paas chali aaoon

Yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai

Yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai

Aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Bolti nazar ki bekhudi ne loota

Yaar mujhko teri saadgi ne loota

Dard lag raha hai mujhko ab suhaana

Aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana

Aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana

Mujhko dhadkanon pe aitbaar hua hai

Mujhko dhadkanon pe aitbaar hua hai

Aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Pehli baar dil yun beqaraar hua hai

Ab to bada mushkil intezaar hua hai

Haan aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Haan aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai

Jaise pyaar hua hai

Hey hey hey aah haa haa aah haa

Aah aah aah aah aah aah aah

Hey hey hey aah haa haa aah aah

 

Aah aah aah aah aah aah aah

เกี่ยวกับเพลงนี้ :

Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") ได้ถูกปล่อยออกมาเมื่อ 27 มี.ค. 2015. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke"), รับชมมิวสิควิดีโอ, ฟังเพลงออนไลน์ และอ่านเนื้อเพลงออนไลน์ได้ทันที Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") จาก Kumar Sanu,และ Alka Yagnik ฟังเพลง Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") และสนุกสนานไปกับเสียงเพลงได้ทุกที่ทุกเวลา

Tags ที่เกี่ยวข้อง :

Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") (โดย Kumar Sanu), Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke"), Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") มิวสิควีดีโอ, Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") เนื้อเพลง, Kumar Sanu เพลง

ความคิดเห็น สำหรับ เพลง Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke") (6)

💫⊺ǟʊʄɨᏦ
💫⊺ǟʊʄɨᏦ

Sudah hafal banget sama lagu ini🎤🕺🤩

💫⊺ǟʊʄɨᏦ
💫⊺ǟʊʄɨᏦ

Kya baat haai✌️🤩

Arik Putra
Arik Putra

mantap ♥️♥️♥️♥️🕶️🕶️

Raden Herlich
Raden Herlich

🕺🕺🕺

DD (✿ ♡‿♡)
DD (✿ ♡‿♡)

💓💓💓

Kiraniecca
Kiraniecca

lagu favorite nya ninit nih smg itu tulisan segera jadi novel 😅