Lirik Asman (Acoustic)
Khuli Zameen, Khula Asman
Jayein Hum Kahaan?
Muskura Ke Patjhadon Ne, Banaya Raasta
Ki Gum Na Jaayein Hum Yahaan
Has Has Ke Megh Garje
Bole Tu Aa Bhi Ja, Aa Bhi Ja
Chalo Chalein, Dhoop Ki Kirne
Haathon Mein Band Kiye, Rakh Liye
Chalo Chalein, Chaand Ko Milne
Taaron Mein Doob Ke, Doob Ke
Muskura Ke Patjhadon Ne, Banaya Raasta
Ki Gum Na Jaayein Hum Yahaan
Has Has Ke Megh Garje
Bole Tu Aa Bhi Ja, Aa Bhi Ja
Do Pal Ki Yeh Zindagi Hai,
Jeele Tu, Jeele Zara
Khuli Zameen, Khula Asman
Jayein Hum Kahaan?