Lirik Ae Mere Humsafar (With Jhankar Beats)
Aye mere humsafar aye meri jaan-e-jaan
Aye mere humsafar aye meri jaan-e-jaan
Meri manzil hai tu tu hi mera jahan
Oye oye oye oye
Aye mere humsafar aye mere jaan-e-jaan
Aye mere humsafar aye mere jaan-e-jaan
Ban gaye aaj hum do badan ek jaan
Oye oye oye oye
Aye mere humsafar aye meri jaan-e-jaan
Bheega bheega aanchal
Aankhon ka yeh kaajal
Ghayal na kar de mujhe
Seene ki yeh halchal
Badhne lagi pal pal
Pagal na kar de mujhe
Bheega bheega aanchal
Aankhon ka yeh kaajal
Ghayal na kar de mujhe
Seene ki yeh halchal
Badhne lagi pal pal
Pagal na kar de mujhe
Pagal jo hum ho gaye ban jaayegi dastan
Aahista bolo sanam sun lega sara jahan
Meri manzil hai tu tu hi mera jahaan
Aye mere humsafar aye meri jaan-e-jaan
Aye mere humsafar aye mere jaan-e-jaan
Saanson ke yeh shole
Saanson mein tu ghole
Pal mein pighal jaayein hum
Hothon ke angare hothon pe humare
Rakh de to jal jaayein hum
Saanson ke yeh shole
Saanson mein tu ghole
Pal mein pighal jaayein hum
Hothon ke angare hothon pe humare
Rakh de to jal jaayein hum
Yeh pyar woh aag hai
Jismein nahi hai dhuan
Lagti hai jab yeh agan
Jal jaate hain jism-o-jaan
Ban gaye aaj hum do badan ek jaan
Aye mere humsafar aye meri jaan-e-jaan
Meri manzil hai tu tu hi mera jahan
Aye mere humsafar aye mere jaan-e-jaan
Lagu terkait
A B C D E F G H I (From "Hum Saath-Saath Hain")
Hari HaranVIPHum Ho Gaye Aap Ke (From "Hum Ho Gaye Aap Ke")
Kumar SanuVIPBaadshah O Baadshah (From "Baadshah")
AbhijeetVIP- Udit NarayanVIP
Too Shayar Hai Main Teri Shayari (From "Saajan")
Alka YagnikVIPWoh Ladki Bahut Yaad Aati (From "Qayamat")
Kumar SanuVIP- Kumar SanuVIP
Woh Ladki Bahut Yaad Aati (From "Qayamat")
Kumar SanuVIP
Komentar untuk Ae Mere Humsafar (With Jhankar Beats) (3)
layan lagu ni.. masa srk muda remaja
ingat waktu mash SMA lagu ini
missyou💙