Nashaa Lyrics

Aa gale lag jao mere yaar

Tumhara hi intezaar hai

 

Dil ko behad tumse pyaar hai

 

Tere bin din mera

Gujarta nahi

Hai nashaa tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Tere bin din mera

Gujarta nahi

Hai nashaa tera aisa

Jo utarta nahi

 

Tera ishq deewana

Kyun mujhe din rain kare

 

Teri har adaa mujhko

Itna kyun bechain kare

 

Sau botalon ka nasha

 

Teri inn aankhon mein hai

 

Shehad se bhi meetha zeher

 

Teri inn baaton mein hai

Tu na ho to ye dil

Sambhalta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

 

Meri saari gustakhiyan

 

Tere hi liye hai bas

 

Meri saari manmarziyan

 

Tere aage hai bebas

 

Ab to hai rab se dua

 

Tu rahe meri sada

 

Khwabon mein bhi na ho yaar

 

Tu kabhi mujhse juda

Yaadon ka silsila

Rukta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

 

Jo utarta nahi

Popular Songs