ดาวน์โหลดและฟังเพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") พร้อมเนื้อเพลงจาก Abhijeet

ฟังเพลงMohabbat Ho Gayee (From "Baadshah")

Abhijeet, Alka Yagnik25 เม.ย. 2016

เนื้อเพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah")

Kehna hai jo

Dil se kaho

Dilbar mere

Dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Kehna hai jo

Dil se kaho

Dilbar mere

Dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Duniya ki baaton ko ye

Pagla nahin maan ta

Ye pyar ho jaaye kab

Koi nahin jaan ta

Barfeelay mausam mein bhi

Shola bhadakne lagey

Na jaane kaise kahan

Ye dil dhadak ne lagey

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Deewangi ne teri

Majboor itna kiya

Socha na samjha sanam

Sabh kuch tujhe de diya

Saanson mein garmi teri

Dhadkan mein tera nasha

Teri bhi chaahat mein hai

Jaadu koi dilruba aa aa

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Kehna hai jo dil se kaho

Dilbar mere dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

 

Abh karna bhi kya

เกี่ยวกับเพลงนี้ :

ฟังเพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") โดย Abhijeet ด้วย JOOX Application. ผลงานจาก Abhijeet, และ Alka Yagnik, Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") เปิดตัวเมื่อวันที่ 25 เม.ย. 2016 ฟังเพลงได้ทุกที่ หรือรับชมมิวสิควิดีโอ คุณสามารถอ่านเนื้อเพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") ได้ที่นี่เพื่อประสบการณ์การฟังเพลงที่ดีที่สุด ดาวน์โหลด JOOX Application และฟังเพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") ออนไลน์ได้ทันที

Tags ที่เกี่ยวข้อง :

Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") (โดย Abhijeet), Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah"), Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") มิวสิควีดีโอ, Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") เนื้อเพลง, Abhijeet เพลง

ความคิดเห็น สำหรับ เพลง Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah") (10)

Handhisakbar
Handhisakbar

😍😍😍😍😍😍😍😍

Va Nilla
Va Nilla

aslm..

Va Nilla
Va Nilla

aslm..

Va Nilla
Va Nilla

aslm..

Robi Sinclair Rstv
Robi Sinclair Rstv

bestnya

Cerita baadshah nieh masa zaman aku skolah rendah lagi. Masa tu cerita baadshah memang ramai orang tau 😍

Rachmat Rachmat
Rachmat Rachmat

waw

mohdfarid1991
mohdfarid1991

Cerita baadshah nieh masa zaman aku skolah rendah lagi. Masa tu cerita baadshah memang ramai orang tau 😍

cik ina
cik ina

💃💃💃

Yakima
Yakima

Jiwang karat

Amelini Binti Awang
Amelini Binti Awang

ooooo