เนื้อเพลง Jaane Mujhe Kya Hua
Jaane Mujhe Kya Hua - Udit Narayan (那拉扬)/Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Pahli najar me dil gaya
Ha mujhko pyar ho gaya
Ye kya hua kaise hua
Main janu na tu bata
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Pahli najar me dil gaya
Mujhko bhi pyar ho gaya
Ye kya hua kaise hua
Main janu na tu bata
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Ched ke hamko
Pyas dil ki
U na bhadkyiye
Ham bade hi pak dil hai
Ye na dokha khayiye
Ched ke hamko
Pyas dil ki
U na bhadkyiye
Toba kahi ye hamare hoth
Toba kahi ye hamare hoth
Chum na lo kahi jhum ke tum
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Pahli najar me dil gaya
Mujhko bhi pyar ho gaya
Sham dhali to
Apane tan se
Tumko mahkana bhi hai
Subah se pahle
Chup chupake ghar ko jana bhi hai
Sham dhali to
Apane tan se
Tumko mahkana bhi hai
Subah se pahle
Chup chupake ghar ko jana bhi hai
Jane ko hai sari raat padi
Jane ko hai sari raat padi
Lipte raho abhi pyar se tum
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Ye kya hua kaise hua
Main janu na tu bata
Jane mujhe kya hua
Mujhko to pyar ho gaya
Ye kya hua kaise hua
Main janu na tu bata
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
Jaane Mujhe Kya Hua สามารถฟังออนไลน์ได้แล้วตอนนี้ - Jaane Mujhe Kya Hua โดย Sadhana Sargam ถูกปล่อยออกมาเมื่อ 13 เม.ย. 1995 นำเสนอโดย Sadhana Sargam เป็นเพลงที่สร้างสรรค์ได้อย่างดีเยี่ยม เพราะฉะนั้นอย่ารอช้า คุณสามารถ ดูมิวสิควิดีโอเพลง Jaane Mujhe Kya Hua ล่าสุด ฟังเพลงและเพลิดเพลินกับเนื้อเพลง ดาวน์โหลด JOOX Application ได้เลยตอนนี้
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Jaane Mujhe Kya Hua (โดย Sadhana Sargam), Jaane Mujhe Kya Hua, Jaane Mujhe Kya Hua มิวสิควีดีโอ, Jaane Mujhe Kya Hua เนื้อเพลง, Sadhana Sargam เพลง
udah lama g liat India eeea ternyata lagu ini enak bet d dengerin ye🥰🥰