เนื้อเพลง Baarish Ka Bandhan
Manvaa ka sangum… baarish ka bandhan
Bijlee ki thirkan balad ki dhardkan
Aise main kya kuch bata paooge tum
Aisa main kya kuch bata paayenge hum
Boond hai kise boond hai kahani…bas ek zameen hai usiki zubani
Sipi ke hoton main moti chupa hai
Lekin bas samander hi jaanta hai
Mann hi hai har pal mann hi hai har dum
kabhi phar phardata
kabhi ruk ke tham tham
Aise main kya kuch bata paooge tum
Aur aisa main kya kuch bata paayenge hum
Rastaa sadak ka aur mod do hain
Dhuyien ki manzil ko do chhor do hain
Ek chhor mera hai ,ek hai tumhara
Baaki ye jeevan sara ka sara
Ye hi hai jeevan…ye hi hai jeevan…
Zayada kaho yaa ki kaha do kum kum
Aise main kya kuch bata paooge tum
Aur aisa main kya kuch bata paayenge hum.
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
Baarish Ka Bandhan จาก Piyush Mishra ปล่อยเมื่อวันที่ 11 ส.ค. 2020. ฟังเพลง Baarish Ka Bandhan พร้อมทั้งเนื้อเพลงโดย Piyush Mishra. ดาวน์โหลด JOOX Application เพื่อฟังเพลง Baarish Ka Bandhan และ ดูมิวสิควีดีโอเพลง Baarish Ka Bandhan แบบ online ได้ทันที!
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Baarish Ka Bandhan (โดย Piyush Mishra), Baarish Ka Bandhan, Baarish Ka Bandhan มิวสิควีดีโอ, Baarish Ka Bandhan เนื้อเพลง, Piyush Mishra เพลง