ดาวน์โหลดและฟังเพลง Pehla Pyaar พร้อมเนื้อเพลงจาก Armaan Malik

ฟังเพลงPehla Pyaar

Armaan Malik26 มิ.ย. 2019

เนื้อเพลง Pehla Pyaar

Baatein zaroori hain

Tera milna bhi zaroori

Maine mita deni

Yeh jo teri meri doori

Hmm baatein zaroori hain

Tera milna bhi zaroori

Maine mita deni

Yeh jo teri meri doori

Jhoothi hain woh raahein saari duniya ki

Ishq jahaan naa chale

Tera hona mera hona kya hona

Agar naa dono milein

Tu pehla pehla pyaar hai mera

Tu pehla pehla pyaar hai mera

Tu pehla pehla pyaar hai meraa

Tu pehla pehla pyaar hai meraa

Woh shehar bade honge boriyat bhare

Rehta nahi jinme tu sang mere

Khabar tujhe bhi hai yeh

Raunaqein sabhi hoti tere hone se

Tere bina tanha koi kya kare

Aise sabhi sheharon pe mujhko

Taras hai aata bada

Tere liye main na jahaan khada o

Meelon ka ho saalon ka ho jaaye woh

Safar ki parwaah nahi

Tu hai jahaan maine wahaan hona hai

Pahuch hai jaana wahin

Tu pehla pehla pyar hai mera

Tu pehla pehla pyar hai mera

Tu pehla pehla pyar hai mera

Tu pehla pehla pyar hai mera

Jeete jee toh jeetega na yeh faasla

Hai pata

Saansein chalein teri taraf

Jaise chale raasta

Mera hai tu tu hai khalish

Yaa hai khushi ya khata

 

Tere siva mera jahaan se na koi waasta

เกี่ยวกับเพลงนี้ :

เพลงนี้ถูกปล่อยออกมาในวันที่ 26 มิ.ย. 2019, เพลง Pehla Pyaar จาก Armaan Malik ที่ร่วมกันสร้างสรรค์ท่วงทำนองและเนื้อร้องได้ยอดเยี่ยม

ดาวน์โหลด JOOX Application และ รับฟังเพลง, ชมมิวสิควีดีโอ และอ่านเนื้อเพลง แบบออนไลน์ได้ทุกที่ทุกเวลา

Tags ที่เกี่ยวข้อง :

Pehla Pyaar (โดย Armaan Malik), Pehla Pyaar, Pehla Pyaar มิวสิควีดีโอ, Pehla Pyaar เนื้อเพลง, Armaan Malik เพลง

ความคิดเห็น สำหรับ เพลง Pehla Pyaar (5)

DD
DD

❤️❤️❤️

sriiibl
sriiibl

cek playlistku yukk.. kalian pasti suka 🔥

Lway Alm SeinZar
Lway Alm SeinZar

☀️🤟🏻

DD (✿ ♡‿♡)
DD (✿ ♡‿♡)

Tu Pehla-Pehla Pyaar Hai Mera.. Jaan 💓😘

Leyna Kee
Leyna Kee

I like dis song so much..