เนื้อเพลง Dil ko karaar aaya
Dil ko karaar aaya - Kaustub Prakrsh/Pooja Tiwari
Lyrics by:Rana sotal
Composed by:Rajat Nagpal
Dua bhi lage na mujhe
Dawaa bhi lage na mujhe
Jabse dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri
Chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yun thaga hai
Jab saansein bharu main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar aaya
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Har roz puche yeh hawaayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikr tera karte hai humse taare
Har roz puche ye hawaayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikr tera karte hai humse taare
Ab qisse hai tere
Inn hothon pe mere
Izhaar aaya yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara aa
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara
เกี่ยวกับเพลงนี้ :
ฟังเพลง Dil ko karaar aaya โดย Kaustub Prakrsh ด้วย JOOX Application. ผลงานจาก Kaustub Prakrsh, และ Pooja Tiwari, Dil ko karaar aaya เปิดตัวเมื่อวันที่ 8 ต.ค. 2021 ฟังเพลงได้ทุกที่ หรือรับชมมิวสิควิดีโอ คุณสามารถอ่านเนื้อเพลง Dil ko karaar aaya ได้ที่นี่เพื่อประสบการณ์การฟังเพลงที่ดีที่สุด ดาวน์โหลด JOOX Application และฟังเพลง Dil ko karaar aaya ออนไลน์ได้ทันที
Tags ที่เกี่ยวข้อง :
Dil ko karaar aaya (โดย Kaustub Prakrsh), Dil ko karaar aaya, Dil ko karaar aaya มิวสิควีดีโอ, Dil ko karaar aaya เนื้อเพลง, Kaustub Prakrsh เพลง