收听Kaustub Prakrsh的Dil ko karaar aaya歌词歌曲

Dil ko karaar aaya

Kaustub Prakrsh, Pooja Tiwari2021年10月8日

Dil ko karaar aaya 歌词

Dil ko karaar aaya - Kaustub Prakrsh/Pooja Tiwari

Lyrics by:Rana sotal

Composed by:Rajat Nagpal

Dua bhi lage na mujhe

Dawaa bhi lage na mujhe

Jabse dil ko mere tu laga hai

 

Neend raaton ki meri

Chaahat baaton ki meri

Chain ko bhi mere tune yun thaga hai

 

Jab saansein bharu main

Band aankhein karoon main

 

Nazar tu yaar aaya

Dil ko karaar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli pehli baar aaya

O yaara

Dil ko karaar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli pehli baar aaya

O yaara

 

Har roz puche yeh hawaayein

Hum to bata ke haare

Kyun zikr tera karte hai humse taare

Har roz puche ye hawaayein

Hum to bata ke haare

Kyun zikr tera karte hai humse taare

Ab qisse hai tere

Inn hothon pe mere

Izhaar aaya yaara

 

Dil ko karaar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli pehli baar aaya

O yaara

Dil ko karaar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli pehli baar aaya

O yaara aa

Dil ko karaar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli pehli baar aaya

 

O yaara