收听Deep Kalsi的Moon (Tunnel Vision)歌词歌曲

Moon (Tunnel Vision)

Deep Kalsi, MC INSANE, Harleen Khera2023年11月23日

Moon (Tunnel Vision) 歌词

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne

 

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne

 

Kese dekhoge tadpan ghar aaye bin

Sata rahi he yaad mujhe teri aaye din

Besurila ye jahaa yaara tere gaaye bin

Mere kaha gaye raat, mere kaha gaye din

 

Yuhi khela na karo dil kamjor hota hai

Dil ke tootne pe yaara kitna shor hota hai

Tere yaadon ke pathhar ka dil pe jor hota hai

Ye dil akela reh gaya to fir kathor hota hai

 

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne

 

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne

 

Humare jo lamhe the, gaye wo beet

Mujhe yaad he humare sune hue geet

Mujhe tere ilawaa koi yaad hi nai rehta

Control nai he warna main me itna nai kehta

Kasam se unhe teri jisam ki bhook

Mujhe hoti mehsus he bas teri rooh

Ab ye raat kiske saath guzaroge tum

Ek din khud se hi mud ke bataoge tum

That you miss me

Par main na rahunga waha

Tu baahon me kisiki

Tu kabhi na mera hua

Channa hona nai naraaz har baat pe

Tere bin tera yaar barbaad we

 

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne

 

Channa kithey guzaari aaya raat ve

Khede jinna naal kiddey jazbaat ne