Dengarkan lagu Yaar Badal Na Jaana nyanyian Udit Narayan dengan lirik

Yaar Badal Na Jaana

Udit Narayan, Alka Yagnik10 Okt 2002

Lirik Yaar Badal Na Jaana

Yaar Badal Na Jaana (花花公子没有改变) - Udit Narayan (那拉扬)/Alka Yagnik

Written by:Sanjeev Darshan/Sameer

Armaanon ke is gulshan me

Tum aaye ho saawan ki tarah

Yaar badal na jana mausam ki tarah

O mere yaar badal na jana mausam ki tarah

Tum kya jaano mere dil mein

Tum rehti ho dhadkan ki tarah

 

Yaar badalna jaana mausam ki tarah

O mere yaar badal na jana mausam ki tarah

 

Sagar ke sang lehar kiran

Suraj ke saath mein chalti hain

 

Shama hamesha parwane ki

Chaahat mein he jalti hai

 

O phool mein khusboo rehti hain

Aur seep mein moti rehta hain

Tera mera hoga milan

Dharti se ambar kehta hai

Mere hoto pe rehna har dam

Saazo mein chupi sargam ki tarah

Yaar badal na jana mausam ki tarah

O mere yaar badal na jana mausam ki tarah

 

Mil ke juda ab hone se

Dil kyon darta hain khone se

 

Haa mil ke juda ab hone se

Dil kyon darta hain khone se

Main tere saath mein

Ab rahoonga sada

Main ne le hai kasam

Hain mera faisla

Aakhri saas tak hum na honge juda

Yaar badal na jana mausam ki tarah

O mere yaar badal na jana mausam ki tarah

Tum kya jaano mere dil mein

Tum rehti ho dhadkan ki tarah

Yaar badal na jana mausam ki tarah

O mere yaar badal na jana mausam ki tarah

Saarkar badal na jana

Mausam ki tarah

Dekho yaar badal na jana

 

Mausam ki tarah