Lirik Yaar Badal Na Jaana (From "Talaash")
Yaar Badal Na Jaana (《觅迹寻踪》电影插曲) - Udit Narayan/Alka Yagnik
Written by:Sanjeev Darshan/Sameer
Armaanon ke is gulshan me
Tum aaye ho saawan ki tarah
Yaar badal na jana mausam ki tarah
O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
Tum kya jaano mere dil mein
Tum rehti ho dhadkan ki tarah
Yaar badalna jaana mausam ki tarah
O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
Sagar ke sang lehar kiran
Suraj ke saath mein chalti hain
Shama hamesha parwane ki
Chaahat mein he jalti hai
O phool mein khusboo rehti hain
Aur seep mein moti rehta hain
Tera mera hoga milan
Dharti se ambar kehta hai
Mere hoto pe rehna har dam
Saazo mein chupi sargam ki tarah
Yaar badal na jana mausam ki tarah
O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
Mil ke juda ab hone se
Dil kyon darta hain khone se
Haa mil ke juda ab hone se
Dil kyon darta hain khone se
Main tere saath mein
Ab rahoonga sada
Main ne le hai kasam
Hain mera faisla
Aakhri saas tak hum na honge juda
Yaar badal na jana mausam ki tarah
O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
Tum kya jaano mere dil mein
Tum rehti ho dhadkan ki tarah
Yaar badal na jana mausam ki tarah
O mere yaar badal na jana mausam ki tarah
Saarkar badal na jana
Mausam ki tarah
Dekho yaar badal na jana
Mausam ki tarah
Lagu Berkaitan
Aisi Deewangi (From "Deewana")
Alka YagnikJeeta Tha Jiske Liye (From "Dilwale")
Kumar SanuMain Koi Aisa Geet Gaoon (From "Yes Boss")
AbhijeetPaas Woh Aane Lage (From "Main Khiladi Tu Anari")
Kumar SanuAankh Hai Bhari Bhari (Duet Version) (From "Tum Se Achcha Kaun Hai")
Kumar SanuDekha Hai Pehli Baar (From "Saajan")
Alka YagnikDil Chura Liya (From "Qayamat")
Kavita Krishnamurthy- Kumar Sanu
Tum kesah ho