
- Cipta senarai lagu anda sendiri
- Selarikan senarai lagu dengan semua peranti
- Tiada gangguan iklan
Lirik Khwabida
Khwabida - Meghna Mishra
Lyrics by:Siddhant Kaushal
Composed by:Clinton Valerian Cerejo
Pahle zindgi mahfhoose thi mahfhoose thi
Per thi wo khafaa
Mene zindgi mahsoos ki mahsoos ki
Hai abki dafa ek baat pe yakin
Hai abhi hua jeena hai mujhe
Waqt ki tarahhaa
Rahna nahi abb khwabida khwabida
Karna hai bus is pal ka huq aada
Rarna hai is khwabida khwabida
Karna hai bus is pal ka huq aada
Raat murad hai din aabad hai
Jana aa jayia
Kandhe pe mere khud ka hath hai
Dar nahi mujhe
Shirat surat dil ki juraat
Badalne lagi uchalne lagi
Uski barkat meri chahat
Milne lagi hai chalne lagi
Abb naaj hai iatraj hai nahi
Mene dil ki awaaz hai jo suni
Rahna nahi abb khwabida khwabida
Karna hai is lamhe ka huq aada
Rahna nahi abb khwabida khwabida
Karna hai bus is pal ka huq aada
Rahna nahi abb khwabida khwabida
Karna hai is lamhe ka huq aada
Rahna nahi abb khwabida khwabida
Karna hai bus is pal ka huq aada
Pahle zindgi mahfhoose thi mahfhoose thi
Per thi wo khafa
Mene zindgi mahsoos ki
Mahsoos ki hai abki dafaaa