Dengarkan lagu Hamari Adhuri nyanyian Arijit Singh dengan lirik

Hamari Adhuri

Arijit Singh26 Mei 2019

Lirik Hamari Adhuri

Hamari Adhuri Kahani (Title Track) (我们不完整的故事) - Jeet Gannguli, Sangeet and Siddharth Haldipur,Pranay/Arijit Singh (阿里吉特·辛格)

(《我们未完的故事》电影插曲)

Paas aaye

Dooriyaan phir bhi kam naa hui

Ek adhuri si hamari kahani rahi

Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi

Jaan le jaan le

Ishq saccha wahi

Jisko milti nahi manzilein manzilein

Rang thhe noor tha

Jab kareeb tu tha

Ek jannat sa tha yeh jahaan

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Khushbuon se teri yunhi takra gaye

Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin

Tu dikhe kyon nahin

Chaand suraj sabhi hai yahaan

Intezar tera sadiyon se kar raha

Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Kahaani pyaas ka ye safar khatam ho jayega

Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan

Mill gaye do jahaan

Har taraf hai milan ka samaa

Doliya hain saji khushbuein har kahin

Padhne aaya khuda khud yahaan

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

Komen untuk Hamari Adhuri (1)

_Baby Cheq 
_Baby Cheq 

❤️