Listen to Tera Gham Agar Na Hota (From "Dil Hai Betaab") song with lyrics from Mohd Aziz

Tera Gham Agar Na Hota (From "Dil Hai Betaab")

Mohd Aziz24 Aug 2017

Tera Gham Agar Na Hota (From "Dil Hai Betaab") Lyrics

Tera Gham Agar Na Hota - Mohammed Aziz

Written by:Laxmikant/Pyarelal/Rani Mallik

 

Tera gham agar na hota

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

Ye sitam agar na hota

 

Ye sitam agar na hota

 

To sharaab mein na peeta

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

Harjai main nahi hu na wo hai bewafa

 

Harjai main nahi hu na wo hai bewafa

 

Bas waqt ne kiya hai mujse jara daga

 

Chaha tha mene usko ye hai meri khata

 

Ye karam agar na hato

 

Ye karam agar na hota

 

To sarab mena pita

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

Sare jaha se mera itana sawal hai

 

Sare jaha se mera itana sawal hai

 

Chahat ka kyun hamesha aisa hi haal hai

 

Kabhi yaad wo karegi mera khayaal hai

 

Ye bharam agar na hota

 

Ye bharam agar na hota

 

To sharaab mein na peeta

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

Ye sitam agar na hota

 

To sharaab mein na peeta

 

Tera gham agar na hota

To sharaab mein na peeta

 

To sharaab mein na peeta

 

 

To sharaab mein na peeta