Listen to Main Rang Sharbaton Ka song with lyrics from Arijit Singh

Main Rang Sharbaton Ka

Arijit Singh10 Jun 2019

Main Rang Sharbaton Ka Lyrics

Main Rang Sharbaton Ka( - Arijit Singh

Khwaab hai tu

 

Neend hoon main

 

Dono mile

 

Raat bane

 

Roz yahin

 

Maangu duaa

 

Teri meri

 

Baat bane

 

Baat bane

 

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Mujhe khud mein ghol de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan

Kya samjhawaan

Jaag ke ratiyaan roz bitaawaan

Isse aage ab main kya kahoon

 

O yaara tujhe bolti ankhiyaan

Sadke jawaan

Maang le pakiyaan aaj duawaan

 

Isse aage ab main kya kahoon

 

Maine toh dheere se

 

Neendon ke dhaage se

 

Baandhaa hai khwaab ko tere

 

Main na jahaan chaahoon

Na aasmaan chaahoon

Aaja hisse mein tu mere

 

Tu dhang chaahaton ka

Main jaise koi naadaani

Tu dhang chaahaton ka

Main jaise koi naadaani

 

Mujhe khud se jod de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Mujhe khud mein ghol de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Tu ne jo dekha hei

 

Tu ne jo janaa hei

Vuli nehi bhi hu mein woh

 

Chaho ge tum jaisa

Ho jaunga wesa

Chaho to wada ye le lo

 

Tum ek musaafir ho

Main koi raah anjaani

 

Tum ek musaafir ho

Main koi raah anjaani

 

Mann chahaa mod de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

 

Mujhe khud mein ghol de toh

Mere yaar baat bann jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan

Kya samjhawaan

Jaag ke ratiyaan roz bitaawaan

Isse aage ab main kya kahoon

 

O yaara tujhe bolti ankhiyaan sadke jawaan

Maang le pakiyaan aaj duawaan

 

Isse aage ab main kya kahoon

.