Jaana Lyrics
Jaana - Sonu Nigam (蘇努·尼甘)/Kavitha Subramaniam
Written by:Sandeep Chowta/Nitin Raikwar
Mujh ko khuda ne de diya
Pyaar tera jo saathiya
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ik manzil ke waaste
Tujh se mil ke yoon laga jana mujh ko hai kahan
Hum donon ko milna tha jana
Pyaar yoon hi yeh khilna tha jana
Meri aankhon mein
Meri saanson mein
Bas tu hi hai jana
Mujh ko khuda ne de diya
Pyaar tera jo saathiya
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ik manzil ke waaste
Tujh se mil ke yoon laga jana mujh ko hai kahan
Tu rahe to rahe meri zindagi
Kehta hoon rab se
Sang tere bitaaun main har khushi
Ab se yahin se
Tera naam meri
Zubaan se na jaaye
Jo tu na rahe to
Meri jaan jaaye
Meri aankhon mein
Meri saanson mein
Bas tu hi hai jana
Mujh ko khuda ne de diya
Pyaar tera jo saathiya
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ik manzil ke waaste
Tujh se mil ke yoon laga jana mujh ko hai kahan
Faasle ho rahe hain kam jaan e man
Bas ek pal mein
Ek jaan ban gaye hain yeh do badan
Bas ek pal mein
Yeh jo bhi nasha hai
Bada hi maza hai
Yahan dhadkanon ki
Yehi to sada hai
Meri aankhon mein
Meri saanson mein
Bas tu hi hai jana
Mujh ko khuda ne de diya
Pyaar tera jo saathiya
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ik manzil ke waaste
Tujh se mil ke yoon laga jana mujh ko hai kahan
Hum donon ko milna tha jana
Pyaar yoon hi yeh khilna tha jana
Meri aankhon mein
Meri saanson mein
Bas tu hi hai jana
Mujh ko khuda ne de diya
Pyaar tera jo saathiya
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ik manzil ke waaste
Tujh se mil ke yoon laga jana mujh ko hai kahan
Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta
Tujh se mil ke yoon laga manjil meri hai yeaha