Din Dhal Gaya Hai Abto Jane (From "Dil Tera Diwana") Lyrics
Din Dhal Gaya Hai Abto Jane - Udit Narayan/Alka Yagnik
Written by:Aadesh Shrivastava/Shyam Raj
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Kal kar lena janam
Tum baki ka pyar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Thahro jara do ghadi janeja
Abhi thik se tumko dekha kaha
Thahro jara do ghadi janeja
Abhi thik se tumko dekha kaha
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Din
Dhal gaya hai
Abto jane do yaar
Dhadkan se bhi tej ab to
Ghadiya ye chalne lagi hai
Dhadkan se bhi tej ab to
Ghadiya ye chalne lagi hai
Rukhne ki ab baat yara
Mujhko to khalne lagi hai
Hum vaqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roko apne kadam
Hum vaqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roko apne kadam
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Apne diwane pe itna
Kyu tum sitam kar rahi ho
Apne diwane pe itna
Kyu tum sitam kar rahi ho
Hum sath hai jab tumhare
Fir kisliye dar rahi ho
Is pal jo mai ja na payi agar
Fir na kabhi ja sakungi main ghar
Is pal jo mai ja na payi agar
Fir na kabhi ja sakungi main ghar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Din
Dhal gaya hai
Ab to jane do yaar
Kal kar lena janam
Tum baki ka pyar
Kyu ja rahi ho
Kar lo thoda sa pyar
Kyu ja rahi ho
Kar lo thoda sa pyar