Listen to Mohabbat Ho Gayee song with lyrics from Abhijeet

Mohabbat Ho Gayee

Abhijeet, Alka Yagnik1 Jul 1999

Mohabbat Ho Gayee Lyrics

Kehna hai jo

Dil se kaho

Dilbar mere

Dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Kehna hai jo

Dil se kaho

Dilbar mere

Dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Duniya ki baaton ko ye

Pagla nahin maan ta

Ye pyar ho jaaye kab

Koi nahin jaan ta

Barfeelay mausam mein bhi

Shola bhadakne lagey

Na jaane kaise kahan

Ye dil dhadak ne lagey

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Deewangi ne teri

Majboor itna kiya

Socha na samjha sanam

Sabh kuch tujhe de diya

Saanson mein garmi teri

Dhadkan mein tera nasha

Teri bhi chaahat mein hai

Jaadu koi dilruba aa aa

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

Abh karna bhi kya

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Kehna hai jo dil se kaho

Dilbar mere dil mein raho

Mohabbat ki nahin hai

Mohabbat ho gayee hai

Abh darna bhi kya

Shararat ki nahin hai

Shararat ho gayee hai

 

Abh karna bhi kya

Comments for Mohabbat Ho Gayee (16)

Handhisakbar
Handhisakbar

😍😍😍😍😍😍😍😍

Amira Syahirah
Amira Syahirah

😎

mohdfarid1991
mohdfarid1991

who fanantic bollywood movie and song ?

Shah Raul AR
Shah Raul AR

kn

rase nak joget lagu ni

Aniza_Basri
Aniza_Basri

πŸ₯°πŸ₯°

🌠LAiLA NuR
🌠LAiLA NuR

πŸ˜˜πŸ’•πŸŽΆ

Abiejal Ashary
Abiejal Ashary

aq bisa

Pada ga tau lagunya yee 🀣

Abiejal Ashary
Abiejal Ashary

aq banget

Lalan Sha
Lalan Sha

Ok

trihapsari
trihapsari

sukaaaa bingit nih lagux abijet&alka yaknik😍😍😍😘😘