Listen to Kaash Aisa Hota song with lyrics from Darshan Raval

Kaash Aisa Hota

Darshan Raval21 Mar 2019

Kaash Aisa Hota Lyrics

Kaash Aisa Hota - Darshan Raval

Mmm hmm

 

Ho ho

 

Ye lamha bhi guzar jaayega

 

Ye dard seene mein hi dab jayega

 

Ye baatein adhoori reh jaayegi

 

Tum aur main adhoore reh jayenge

 

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

Toh ye gham na hote

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

Toh ye gham na hote

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

Toh ye gham na hote

 

Jhoothi thi kasmein teri

 

Jhoothe the waade sabhi

 

Jhoothi thi teri hansi aur

Jhoote the aansu tere

 

Ab yaadon mein aaunga main

Reh jayegi meri kami

 

Sazaayein bhi bolengi tujhko

Yeh kya kiya tune kiya

 

Jhoothi thi kasmein teri

 

Jhoothe the waade sabhi

 

Jhoothi thi teri hansi aur

Jhoote thhe aansu tere

 

Ab yaadon mein aaunga main

Reh jayegi meri kami

 

Sazaayein bhi bolengi tujhko

Yeh kya kiya tune kiya

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

Toh ye gham na hote

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

Toh ye gham na hote

Kaash aisa bhi hota

Tum mere hote

Main tumhara hota

 

Toh ye gham na hote

Comments for Kaash Aisa Hota (2)

El - Rahman
El - Rahman

very sad

ashera
ashera

😭