Listen to Saathiya Tune Kya Kiya (From "Love") song with lyrics from S.P. Balasubramaniam

Saathiya Tune Kya Kiya (From "Love")

S.P. Balasubramaniam, Chitra3 May 2016

Saathiya Tune Kya Kiya (From "Love") Lyrics

 

Saathiya Tune Kya Kiya - S.P. Balasubramaniam/K.S. Chithra

Written by:Anand Milind/Majrooh Sultanpuri

 

Sathiya tune kya kiya

 

Beliya ye tune kya kiya

Maine kiya tera intezar

Itna karo na muje payar

Itna karo na muje payar

 

Sathiya tune kya kaha

 

Beliya ye tune kya kaha

 

Yu na kabhee karna intezar

Maine kiya hai tumase payar

Maine kiya hai tumase payar

Sathiya tune kya kiya

 

Beliya ye tune kya kiya

 

Itanee mohababt sah na sakunga

Sach mani jinda rah na sakunga

Tujhko samloo yeh mera jimma

Mai hu toh kya hum jane tamana

Abb jina marana mera

Janam tere hath hai

 

Maine kaha na sanam

Abb tu mere sath hai

 

Toh phir sambhal

 

Ke me chala

 

Jana kaha

 

Aa dil me aa

 

Sathiya tune kya kiya

 

Beliya ye tune kya kiya

 

Dil ke chaman ka hasna to dekha

Jagee najar ka sapana to dekha

Ese hua ham

Ek jan ek dil tu hai ke mai hu

Kahena ho mushkil

Chota basanti hai tu

Tan hai gulabi meraa

Do rang mile ke bad

Hote nahee hai juda

 

Toh phir samhal

 

Dil me chala

 

Jana kaha

 

Aa dil me aa

 

Sathiya tune kya kaha

 

Beliya ye tune kya kaha

Yu na kabhee karna intezar

Maine kiya hai tumase payar

Maine kiya hai tumase payar

Itna karo naa muje payar

 

Itna karo naa muje payar

.