Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle") Lyrics
Is Jahan Ki Nahi Hai - Rajesh Roshan
Aaaaaah
Aaaaaah
Ooooo
Aaaah
Ooooo
Oooo
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se ye kisne utari aankhein
Aaaah
Aaaah
Aaaah
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aaaah
Aaaaaah
Aaaah
Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din
Rehte ho aankhon mein tum hi ab raat din
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaaah
Aaaaaah
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Related Songs
Jeeta Tha Jiske Liye (From "Dilwale")
Kumar Sanu- Salman Khan
Dil Mein Mohabbat Hai (From "Sangraam")
Kumar SanuDekha Hai Pehli Baar (From "Saajan")
Alka YagnikTum Dil Ki Dhadkan Mein- Duet (From "Dhadkan- Hindi")
AbhijeetAbhi to Mohabbat Ka (From "Hum Ho Gaye Aap Ke")
Udit NarayanNa Na Karte Pyar (From "Dhadkan- Hindi")
Udit NarayanWoh Ladki Bahut Yaad Aati (From "Qayamat")
Kumar Sanu