收聽A.R. Rahman的Main Tumhara歌詞歌曲

Main Tumhara

A.R. Rahman, Jonita Gandhi, Hriday Gattani2020年7月10日

Main Tumhara 歌詞

Main Tumhara - A.R. Rahman/Jonita Gandhi/Hriday Gattani

Lyrics by:Amitabh Bhattacharya

Composed by:A.R. Rahman

Tum na huey mere toh kya

Tum na huey mere toh kya

Main tumhara main tumhara main tumhara raha

Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka

Aye samandar main tumhara kinaara raha

Main tumhara main tumhara tumhara raha

Tum na huey mere toh kya

Tu hi pehli guzarish hasrat bhi tu aakhiri

Maahi mere naseeh marzi bata kya teri

Main tumhara main tumhara main tumhara raha

Mere chanda main tumhara sitaara raha

Main jaadon ke mahine ki tarah

Aur tum ho

Pashmine ki tarah

Main deewaron ki tarah hoon

Tum jaise ho dareecha

Main bageecha jo tumne seencha

Tum na huey mere toh kya

Tum na huey mere toh kya

Main tumhara main tumhara main tumhara raha

Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka

Aye samandar main tumhara kinaara raha

Main tumhara main tumhara tumhara raha

 

Tum na huey mere toh kya

Main Tumhara 的評論 (4)

Irwan
Irwan

ini filmnya keren 😎😎

Ratih Sanjiwani
Ratih Sanjiwani

SSR💞🤗

Ayu Wati
Ayu Wati

miss u sir SSR 💕💕💕💕

senee 🧚🏼‍
senee 🧚🏼‍

🥺🥀💔