收聽Abhijeet的Pyar Ke Kagaz pe歌詞歌曲

Pyar Ke Kagaz pe

Abhijeet, Sadhna Sargam1992年8月1日

Pyar Ke Kagaz pe 歌詞

Pyar Ke Kagaz pe - Abhijeet/Sadhna Sargam

Pyar ke kagaz pe

 

Dil ki kalam se

Pyar ke kagaz pe dil ki kalam se

Pehli baar salam likha pehli baar salam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Pyar ke kagaz pe dil ki kalam se

Pyar ke kagaz pe dil ki kalam se

Pehli baar salam likha pehli baar salam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

 

Yaado me din katati thi aur na gujarti thi raate

 

Yaado me din katati thi aur na gujarti thi raate

Kaise bhala main batau tujhko judai ki baate

Rang layi bekrari aisi chhayi thi khumari

Maine subah ko sham likhha maine subah ko sham likhha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

 

Tere gulabi labo se shabnam ke daane churau

 

Tere gulabi labo se shabnam ke daane churau

Jo baat khatme likhi na aaja tujhe main batau

Yu hi aahe bharte bharte tauba maine darte darte

Ulfat ka payam likha ulfat ka payam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

 

Achchha nahi yu tadapna aise mitegi na duri

 

Achchha nahi yu tadapna aise mitegi na duri

Shehnayi jis din bajegi har aarju hogi puri

Pyas apni kab bujhegi jane doli kab sajegi

Rab ne kya anjam likha rab ne kya anjam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Pyar ke kagaz pe dil ki kalam se

Pyar ke kagaz pe dil ki kalam se

 

Pehli baar salam likha pehli baar salam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

Maine khat mehbub ke naam likha

 

Maine khat mehbub ke naam likha