收聽Sandesh Shandilya的Suraj Hua Maddham (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham")歌詞歌曲

Suraj Hua Maddham (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham")

Sandesh Shandilya, Sonu Nigam, Alka Yagnik2010年1月5日

Suraj Hua Maddham (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham") 歌詞

Suraj Hua Maddham - Sandesh Shandilya (桑德什·尚迪利亞)/Sonu Nigam (蘇努·尼甘)/Alka Yagnik

Suraj hua maddham chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Suraj hua maddham chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Main thehra raha zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil saans thamne lagi

Oh kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Ho oh oh oh oh oh oh oh aa aa aa aa aa aa

Suraj hua maddham chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Main thehri rahi zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil saans thamne lagi

Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Hai khoobsurat yeh pal sab kuch raha hai badal

Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai

Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara

Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai

Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam

Yunhi milo humse tum janam janam

Main thehra raha zameen chalne lagi

La la la la la la la la la

Dhadka yeh dil saans thamne lagi

Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam

Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam

O maahiya ve tere ishq mein

Haan doobke paar main ho rahi hoon sanam

Saagar hua pyaasa raat jagne lagi

Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi

Main thehri lagi zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil saans thamne lagi

Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna

Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Suraj hua maddham

Chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai

Kyoon pighalne laga

 

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai