收聽Jubin Nautiyal的Aatishbaazi (Reprise)歌詞歌曲

Aatishbaazi (Reprise)

Jubin Nautiyal, Rocky Khanna2020年11月16日

Aatishbaazi (Reprise) 歌詞

Mujhko Na Khabar Thi Iss Tarah

Teri Yaadein Yun Tadpayengi

Mujhko Sataein Jo Yaadein Woh

Tere Hisse Bhi Toh Aaengi

 

Bechainiyon Mein Kyun Lamha Saja Hai

Ke Dil Nahi Sambhal Raha

 

Yeh Seene Ke Andar

Hain Kaisa Samandar

Kyun Mujhko Doobaein

Woh Yaadein Teri

Jo Tu Ru Ba Ru Hai

Toh Milta Sukoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri

 

Mujhse Yeh Dil Mera Keh Raha

Tujhse Hain Shikayatein Badi

Kyun Tere Jaane Ke Baad Bhi

Teri Yaadein Jaati Hi Nahi

 

Tera Asar Hai

Yeh Tera Nasha Hai

Ke Chain Mera Kho Raha

 

Yeh Seene Ke Andar

Hain Kaisa Samandar

Kyun Mujhko Doobaein

Woh Yaadein Teri

Jo Tu Ru Ba Ru Hai

Toh Milta Sukoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri

 

Yeh Dil Ko Pataa Hai

Jo Dil Chahta Hai

Woh Ehsaas Ki Tu Zaroorat Meri

Tu Hi Arzoo Hai

Tu Mera Junoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri