收聽DIVINE的Jungli Sher歌詞歌曲

Jungli Sher

DIVINE2016年3月18日

Jungli Sher 歌詞

Jungli Sher - DIVINE

Lyrics by:DIVINE

Composed by:DIVINE/Sez/Paul Dinletir

Sunega sher log ki kahani

Sunege kya Sunege kya

Sher log ki kahani

Haan

Sez on the beat beat beat

Chal sun le

This is my story

This is my story

Chhota sa main ladka

Chhoti cheezon pe main bhadka

Mere daal mein nahi tha tadka

Ghar mein baap ke roz ka lafda

Dafna mushkilon ko

Meri maa ki kamaai ne

Baap wala role nibhaya mere bhai ne

Tairna sikha khaai mein

Isiliye shabdon mein gehraai hai

Zindagi toh ek ladaai hai

Jo paiso mein samaayi hai

Khoti Pateli tumahri

Peeke liquor wali die hai

Idhar jigar wali die hai

Teri tipper wali die hai

Jo dikhta hai wo bikta hai

Samajdaar ho toh tikta hai

Paisa ho toh lala shiksha hai

Umeed garibon ka riksha hai

Jo ameer leke nikla hai

Iss jismon ke samunder mein

Sikandar wo jeet-ta hai

Dilon ko beta andar se

Chhutkara paoge jhanjhat se

Mehnat aur thodi mannat se

Thakaan aur thodi kismat se

Parbat bhi bante kankad se

Aaram hi hogi jannat mein

Hum pale jahaa tu palti le

Iss jungle ki kahani mein

Khiladi mere jungli hain

Khiladi mere jungli hain

I'm the voice of the streets

Khiladi mere jungli hain

Till they put me beneath

Is jungle ki kahani mein

Only truth I will seek

Khiladi mere jungli hain

I'm the winner

I'm the winner

Khiladi mere jungli hain

I'm the voice of the streets

Khiladi mere jungli hain

Till they put me beneath

Is jungle ki kahani mein

I'm the winner

I'm the winner

Khiladi mere jungli hain

Upar nikle tere niche se

Baatein karte pichhe se

Beef ki baatein garam garam

Saliyon se hum seekh dete

Ajjeb se the

In kauon ke beech hum cheel se the

Patte watte peeste the

Paise uspe fees ke the

Bheek dete

Gyan tujhe in galiyon ki

In chhoti khilti pariyon ki

Bukhe sote jo galiyon mein

In galiyon mein

Un ulti seedhi zariyon ki

Majburi ki un ghadiyon ki

Aasu bhare in nadiyon mein nadiyon mein

To atack

Mere kaam ke beech mein

Satack

Tere kaan ke neeche

Patack

Dunga crowd ke beech mein

Haan

To chamak

Apne kaam ki reet mein

Jhapk-ne ke tapak-ne ke

Sabak lene se acha hai

Farak samajh ke chamak dhamak ke

Ramach wamach se watna hai

Kaamyabi ke nashe ko chakhna hai

Imaandari ki seedi se chadna hai

Durghatna hai

Wo toh bachpan se hi ghatri hai

Iss jungle ki kahani mein

Khiladi mere jungli hain kya

Khiladi mere jungli hain

I was raised in the gutter

Khiladi mere jungli hain

Don't ply with my money

Iss jungle ki kahani mein

I know what is hunger

Khiladi mere jungli hain

Haan

I was raised in the gutter

Khiladi mere jungli hain

Raised a single mother

Khiladi mere jungli hain

Don't ply with my money

Iss jungle ki kahani mein

I know what is hunger

Khiladi mere jungli hain

Haan

I'm the voice of the streets

I'm the voice of the streets

Khiladi mere jungli hain

Till they put me beneath

Is jungle ki kahani mein

Only truth I will seek

Khiladi mere jungli hain

 

Till they put me beneath