Lafzon Mein 歌詞
Lafzon Mein - Abhijeet Sawant/Biddu
Written by:Biddu
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Nasha hi nasha raat din hai
Naa puchho yeh kaisa pyaar hai
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Halki si barsaat mein
Pehli mulakaat mein
Pehli hi baar mein dil ko mere le gayi
Chaahat ke ikraar mein anjaana gham de gayi
Aai jab saamne jaane kyu wo darr gayi
Pagal mujhko kar gayi jaaneman jaanejaan
Naa jaane kya baat hai lage ke din mein raat hai
Naa jaane kya baat hai lage ke din mein raat hai
Nayi hai subah to nayi shaam
Ajab haal mera yaar hai
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Mera dil dil dil
Meri jaan jaan jaan
Main yaha tu hai kaha
Main dekhu mudke jidhar
Aae mujhe tu nazar
Kehti hai chaahatein deewaana main ho gaya
Teri chaahat mein sanam naa jaane kab kho gaya
Yeh kaisa hai asar mujhko naa itni khabar
Kab jaaga kab so gaya jaaneman jaanejaan
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Nasha hi nasha raat din hai
Naa puchho yeh kaisa pyaar hai
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku
Lafzon mein keh naa saku
Bin keh bhi reh naa saku