收聽Arijit Singh的Hamari Adhuri Kahani歌詞歌曲

Hamari Adhuri Kahani

Arijit Singh2019年8月3日

Hamari Adhuri Kahani 歌詞

Hamari Adhuri Kahani - Arijit Singh

Paas aaye

 

Dooriyaan phir bhi kam naa hui

 

Ek adhuri si hamari kahani rahi

 

Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi

 

Jaan le jaan le

 

Ishq saccha wahi

 

Jisko milti nahi manzilein manzilein

 

Rang thhe noor tha

 

Jab kareeb tu tha

 

Ek jannat sa tha yeh jahaan

 

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

 

Likh ke chhod gaya tu kahaan

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Khushbuon se teri yunhi takra gaye

 

Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

 

Jannatein agar yahin

 

Tu dikhe kyon nahin

 

Chaand suraj sabhi hai yahaan

 

Intezar tera sadiyon se kar raha

 

Pyaasi baithi hai kab se yahaan

 

Humari adhoori kahaani

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Kahaani pyaas ka ye safar khatam ho jayega

 

Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

 

Jhuk gaya aasmaan

 

Mill gaye do jahaan

 

Har taraf hai milan ka samaa

 

Doliya hain saji khushbuein har kahin

 

Padhne aaya khuda khud yahaan

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

Hamari adhuri kahani

 

 

Hamari adhuri kahani