收聽Hari Haran, Anuradha Paudwal的Hum Saath-Saath Hain (From "Hum Saath-Saath Hain")歌詞歌曲

Hum Saath-Saath Hain (From "Hum Saath-Saath Hain")

Hari Haran, Anuradha Paudwal, Hari Haran, Anuradha Paudwal2019年9月17日

Hum Saath-Saath Hain (From "Hum Saath-Saath Hain") 歌詞

Hum Saath-Saath Hain - Hari Haran/Anuradha Paudwal (Anuradha Paudwal)

Lyrics by:Kumar Sanu

Composed by:Ram Laxman

Phoolon mein khushbu hai

Is dil mein ik tu hai

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Nainon mein jyoti hai

Seepi mein moti hai

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Jaise hanson ke sang hansini

Jaise chanda mein hai chandni

Jaise kaviyon ki ho bhawana

Jaise man mein koi kaamna

Diya aur baati

Hum saath saath hain

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Jaise aankhon mein hon shokhiyaan

Jaise hothon pe hon surkhiyaan

Jaise savan mein jhoome jiya

Jaise sajni ke sang ho piya

Diya aur baati

Hum saath saath hain

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Phoolon mein khushbu hai

Is dil mein ik tu hai

Janmon ke saathi

Hum saath saath hain

Janmon ke saathi

 

Hum saath saath hain