Sadka 歌詞
Sadka - Vishal & Shekhar/Suraj Jagan (蘇拉·賈根)/Mahalakshmi Iyer
Kuch khwab dekhe hai
Kuch rang soche hain
Ab maine kal apne tere sang soche hain
Iss raah mein jab bhi
Tu saath hoti hai
Kisson ke panno si har baat hoti hai
Roor jo huyi mein fida
Toh pal mein uthi koyi sada
Ke dil se huya judaa judaa
Toota main iss tara
Sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jaha
Deedar huya
Sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jaha
Deedar huya
Tere mudne se suraj udh gaya
Teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili
Mera aasman bhi chota padh gaya
Mujhe jab se hai baahon mein teri panah mili
Woh thehri teri adaa adaa
Ke ruk bhi gaya mera khuda
Toh mujhpe yeh asar huya
Toota main iss tarah
Sadka kiya yun ishq ka
Ke sar jhuka jaha deedar huya
Sadka kiya yun ishq ka
Ke sar jhuka jaha deedar huya
Kuch khwab dekhe hai
Kuch rang soche hain ab maine kal apne
Teri khushbu mein bheegay khat mile
Tere rang ki siaahi se likhe padhe sune
Teri baaton ke woh saare silsile
Meri dil ki kahani si suni kahin bune
Main kar na sakun bayaan bayaan
Ke chup si huyi meri zubaan
Yeh dil mehmaan huya huya
Toota main iss tara
Sadka kiya yun ishq ka
Ke sar jhuka jaha deedar huya
Sadka kiya yun ishq ka
Ke sar jhuka jaha deedar huya
Kuch khwab dekhe hai
Kuch rang soche hain
Ab maine kal apne tere sang soche hain
Iss raah mein jab bhi
Tu saath hoti hai
Kisson ke panno si har baat hoti hai
Roor jo huyi mein fida
Toh pal mein uthi koyi sada
Ke dil se huya judaa judaa
Toota main iss tara
Sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jaha
Deedar huya
Sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jaha
Deedar huya