收聽Pankaj Udhas的Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin (Album Version)歌詞歌曲

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin (Album Version)

Pankaj Udhas2013年1月1日

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin (Album Version) 歌詞

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin (Album Version) - Pankaj Udhas

Written by:Pankaj Udhas/Anwar Farrookhabadi

Sabko maloom hai main sharabi nahin

 

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

 

Sabko maloom hai main sharabi nahin

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

 

Sirf ik baar nazron se nazren milen

Sirf ik baar nazron se nazren milen

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Mujhko maikash samajhte hain sub vadakash

 

Mujhko maikash samajhte hain sub vadakash

 

Kyunki unki tarah ladkadhata hoon main

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai

 

Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai

 

Jo samajh mein na aaye to main kya karoon

Sirf ik baar nazron se nazren milen

 

Sirf ik baar nazron se nazren milen

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Haal sunkar mera sehme sehme hain vo

 

Haal sunkar mera sehme sehme hain vo

 

Koi aaya hai zulfen bikhere hue

Maut aur zindagi dono hairaan hain

Maut aur zindagi dono hairaan hain

 

Maut aur zindagi dono hairaan hain

 

Dum nikelne na paaye to main kya karoon

Sirf ik baar nazron se nazren milen

Sirf ik baar nazron se nazren milen

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khata

 

Kaisi lat kaisi chahat kahan ki khata

 

Bekhudi mein hai Anwar khudi ka nasah

 

Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin

Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin

 

Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin

 

Tumko peena na aaye to main kya karoon

Sirf ik baar nazron se nazren milen

Sirf ik baar nazron se nazren milen

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

 

Aur kasam toot jaye to main kya karoon

Sabko maloom hai main sharabi nahin

 

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

 

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

 

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

 

 

Phir bhi koi pilaye to main kya karoon