收聽Monali Thakur的Sawaar Loon歌詞歌曲

Sawaar Loon

Monali Thakur, Amit Trivedi2013年5月29日

Sawaar Loon 歌詞

Sawaar Loon - Monali Thakur/Amit Trivedi

Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye

Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye

Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara

Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara

Sanwaar loon haaye sawaar loon

Sawaar loon haaye sawaar loon

Baramade puraane hain nayi si dhoop hai

Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai

Shararatein kare jo aise bhoolke hijab

Kaise usko naam se main pukar loon

Sawaar loon sawaar loon

Sawaar loon haaye sawaar loon

Yeh saari koyalein bani hain aaj daakiyan

Kuhu kuhu me chitthiyan padhe mazakiyaan

Inhe kaho ki naa chhupaaye

Kisne hai likha bataaye

Uski aaj main nazar utaar loon