收聽C.S. Babu的Yaaron Aisa Hai (From "Rangrezz")歌詞歌曲

Yaaron Aisa Hai (From "Rangrezz")

C.S. Babu, Salim Sadruddin Merchant2016年7月15日

Yaaron Aisa Hai (From "Rangrezz") 歌詞

Yaaron Aisa Hai - C.S. Babu/Salim Sadruddin Merchant

Written by:C.S. Babu/Sameer Anja

Hum kabhi

 

Hum na haarengey

 

Hum sabhi

Gum ko maarenge

 

Aankhon mein sapne hai

 

Sapnon mein aashayein hai

 

Aashayein kehti hai

 

Kaaton mein gul aaye hai

Khilke woh muskaaye hai

 

Yaaron aisa hai apna yaraana

 

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

 

Jo socha hai woh humko hai pana

 

Aaye andheron ki duniya se

Hum ujaalon mein

 

Humne banayi apni jannat

Apne khyaalon se

Ho chaand taaron ko kisi din

Hum yahan le aayengey

Ho dhundhli dhundhli raah mein

Noor ban jayengey

 

Yaaron aisa hai apna yaraana

 

Yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

 

Mur jana

 

Hum toh aise parindey joh

Naa roke apni udaanon ko

Hum toh aise jhuka dengey

 

Dharti pe aasmaanon ko

Ab toh aagey hi badega

 

Hur kadam apna

Ho door kitni bhi ho manzil

Ab na hai thakna

 

Aankhon mein sapne hai

Sapnon mein aashayein hai

 

Aashayein kehti hai

 

Kaaton mein gul aaye hai

 

Khilke woh muskaaye hai

 

Yaaron aisa hai apna yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

Tukrana

Jo socha hai woh humko hai pana

 

Yaaron aisa hai apna yaraana

 

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

 

 

Jo socha hai woh humko hai pana