收聽Piyush Mishra的Baarish Ka Bandhan歌詞歌曲

Baarish Ka Bandhan

Piyush Mishra2020年8月11日

Baarish Ka Bandhan 歌詞

Manvaa ka sangum… baarish ka bandhan

Bijlee ki thirkan balad ki dhardkan

Aise main kya kuch bata paooge tum

Aisa main kya kuch bata paayenge hum

 

Boond hai kise boond hai kahani…bas ek zameen hai usiki zubani

Sipi ke hoton main moti chupa hai

Lekin bas samander hi jaanta hai

Mann hi hai har pal mann hi hai har dum

kabhi phar phardata

kabhi ruk ke tham tham

Aise main kya kuch bata paooge tum

Aur aisa main kya kuch bata paayenge hum

 

Rastaa sadak ka aur mod do hain

Dhuyien ki manzil ko do chhor do hain

Ek chhor mera hai ,ek hai tumhara

Baaki ye jeevan sara ka sara

Ye hi hai jeevan…ye hi hai jeevan…

Zayada kaho yaa ki kaha do kum kum

Aise main kya kuch bata paooge tum

Aur aisa main kya kuch bata paayenge hum.